Offline Business Promotion Ke 4 Best Tarike

Hello friends jaisa ki aap sabhi jante hain ki koi bhi business run karne me time lagta hai. Agar ham blogging ki baat karein to ek blogger ka sabse bada dream hota hai ki uska blog bahut jaldi famous ho jaye aur jayada se jayada log uske blog se judein.Isliye aaj me aapko apna business promote karne ke 4 Best tarika bataunga. Website (blog) Kaise Banate Hain.

Blogging ko business kahna bura nahi hai kyunki isme ham bahut sara samay kharch karte hain kuch naya karne ke liye to blogging bhi ek bahut bada risk hai. Isliye aapko me Blog promotion ke kuch ideas bataunga jisse aap easily apna blog promote kar sakte hain.Google Search console me blog kaise add karein

Offline business Promotion ke 4 Best Tips

Don't worry agar aapka blogging aapka business nahi hai to koi baat nahi aap article padhiye maine saare types ke business ke dekhte hue ye post likha hai. On Page & Off Page SEO se Blog ki traffic Kaise badhayein

Is post me ham offline promotion ki baat karenge, aap sabhi ye janna chahte honge ki kaise ham jayada se jayada offline promotion kar sakte hain. Yakin kijiye jitne bhi professional business holder hain unhone Offline promotion For Ex - Press, Media, Newspaper etc.

Offline Promotion Kyu Jaruri Hai ?

Agar ham blogging ki baat karein to aap kahenge ki Social media se bhi blog ka promorion ho sakta hai to offline promotion kyu effective hai to aapki baat sahi hai lekin bahut se logon ko blogging ke baare me nahi pata.

Aur agar aap online apni ek nayi pehchan banana chahte hain to aapke local areas me bhi logon ko aapke business ke baare me pata hina chahiye jisse ki aapki ek nayi pehchan ban sake.

4 Sabse Best Blog Promotion Tips :  

1# Pamphlets :

Jaisa ki aap sabhi jante hain ki India me Pamphlets ka bahut bada role hai. Aaj har business Promotion pamphlets se hi ho raha hai kyunki pamphlets sabse kam paise me aapko bahut jayada help karta hai blog promotion ke liye.

Blog me alexa Ranking Widget Kaise add karein
Website (blog) se per day 50$-100$ kaise kamayein

Agar aap 1000 pamphlets bana rahe hain to aapko maximum 300 - 500 Rs me 1500 pamphlets se bhi jayada aap print karva sakte ho aur kisi news agency me contact kar lo aapke pamphlets har ghar me distribute ho jayenge. Pamphlets ek bahut hi effective tarika hai blog promote karne ke liye.

2# Business Card :

Agar aap apna Blog promote karna chahte hain to iske liye aapko bahut jayada mehnat karna hoga. aur iske liye Business Card sabse aacha tarika hai kyunki isse directly aap apne blog ka promotion logon ke sath kar payenge. Jab bhi aap ek Business card banaye to dhyan rakhiye ki Card professional hona chahiye.

Aur sabse aachi baat to ye hai ki Business card banane me bahut kam paise kharch hote hai, matlab ki koi bhi easily apna business card bana sakta hai. Lekin aapka business card effective hona chahiye jisse ki visitors attract ho jayein aur aapke blog ke regular visitors ban jayein.Custom Email Address kaise banayein domain use karke.

3# Press, Newspaper, Magazine :

Ek Newspaper daily update hota hai aur Newspaper company ko bahut se news chahiye hote hain jo bahut hi mushkil hai. Agar aap unhe koi aachi aur attractive news denge to aapke blog ka promotion free me ho jayega. Aur agar aapko turant apna blog promote karna hai to aapko kuch paise kharch karna hoga maximum 300-400 me aap kisi bhi newspaper me 1 week ke liye apne blog ka promotion kar sakte ho. Bahut si badi company jaise ki godaddy, Bigrock apna business aise hi promote kiya karrte hain.

Magazine bhi bahut effective tarika hai promotion ka kyunki magazine ke pages ki quality bahut aachi hoti hai to aap magazine company me bhi contact karke apne blog ka advertisement laga sakte ho.
Facebook, Twitter bina Internet kaise use karein 
Kaise Banayi Mark Zuckerburg ne Facebook

4# T shirts :

 Gifts logon ko bahut jayada pasand aate hain, Agar aap apne blog ka printed t shirts free me dete hain kuch logon ko jab bhi koi t shirt pehanta hai to obviously aapke blog ka promotion hota hai. Kyunki isse aapka blog directly logon tak pahunchta hai. Personally ye idea bahut jayada kaam karta hai. Lekin T shirts ke liye aacha printed material hona jaruri hai jisse log attract ho jayein, Iske liye aap apne T shirts me apne blog se related logo bhi print karvaiye.

To friends kaamna karta hu ki aapko is post se aachi help mili hogi. Agar aapko ye post aachi lagi ho to ise Social media me share karna na bhoolein. Aur comment karke jarur batayein ki aapko post kaisi lagi.
Location: Bhilai, Chhattisgarh, India

6 comments:

  1. aapne ye template kaahan se download kiya hai ???

    ReplyDelete
    Replies
    1. New blogger themes ka ribbon template use karta hu..

      Delete
  2. बहुत ही बढि़या आर्टिकल। इसमें लगभग पूर्णं जानकारी है। इसे एक बार अच्छी तरह पढ़ने के बाद कोई भी नया ब्लागर अपने ब्लाग की नींव आसानी से डाल सकता है।

    ReplyDelete
  3. mere blog me comment reply ka option show nahi kar raha hai woh kaise show hoga???

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aap ek baar phir se template download karo aur upload karo problem solve ho jayega...

      Delete

Popular Posts

Alexa Rank

Join with Us