Website(blog) ke liye sitemap kaise banayein ??

Sitemap har blogger ke liye bahut jayada important hai kyunki ye aapke website(blog) ko index karne me help karta hai.

Website(blog) ke liye sitemap kaise banayein

Aap 500 post ka sitemap free me bana sakte hain. Isse aapka blog new visitors ko aapki site me enter hone ke liye encourage karta hai.

Site map blog ke liye kyu jaruri hai ??

Site map blog ke liye bahut jaruri hai kyuki ye hamare blog ko google, yahoo, bing jaise search engine me index karta hai. Index se mera matlab hai ki, sitemap aapke blog ki information search engine me dikhne me help karta hai.

Internet se ghar bethe paisa kaise kamayein ??
Youtube se video banakar paisa kaise kamayein ??

 Isse aapke blog me unique visitor badhte hai aur aapka blog aur bhi jayada popular banta hai. Sitemap se traffic me bahut jayada improvement hota hai, kyunki ye hamare blog me new readers ko visit karne me help karta hai.

Sitemap kaise banate hain ??

Site map banane ke liye Create your sitemap me click kijiye aapke saamne ek screen khulegi usme aapko apne website(blog) ke baare me puri details daalni hai.

Website(blog) kaise banate hain..

Website(blog) ke liye sitemap kaise banayein

1# Sabse pehle starting Url me aapko apni site ka url dalna hai
2# Frequency me aapko always select karna hai.
3# Last modification ko aise hi chod dein.
4# Priority me Automatic calculate priority me click kijiye.
5# Ab sab information dalne ke baad aap start me click kijiye.

Uske baad aapka sitemap ban jayega. Uska url copy kar lijiye ya phir use download kar lijiye. Aur google, Yahoo, Bing jaisi search engine me submit kar dijiye isse aapke blog me 60% traffic badh jayega. Sabse effective search engine abhi tak google hai to google search console me apna sitemap submit sabse pehle kijiye.

Google search console me sitemap kaise submit karein

To friends sitemap ke baare me aap samajh chuke honge, lekin abhi aapke man me bahut saare sawal aa rahe honge use aap comment box ke jariye puch sakte hain. Aapke saare sawalon ke jawab aapko jaldi ho mil jayenge. Aur agar aap mujhse personally contact karna chahte hai to contact form me apna message likh kar send kar dijiye aapka solution aapko reply me mil jayega, sath hi sath agar aapko post aachi lagi ho ise niche diye hue sharing button ka use karke share jarur karein..
Location: Bhilai, Chhattisgarh, India

0 comments:

Post a Comment

Popular Posts

Alexa Rank

Join with Us