Blog Ke Liye Privacy Policy Page Kaise Banate Hain

Agar aap ek blogger hai to aap ye jaante honge ki Privacy Policy blog ke liye kitna important factor hai. Isse aapke blog ka trust badh jata hai.
Bahut saare Ads Network hain jaise ki Google Adsense aapke blog me privacy policy ka page jarur check karti hai aapke approval se pehle.

Agar aapke blog me privacy policy ka page nahi hai to aapke blog ko spam samajh kar kayi baar google adsense aapka account disapprove kar deti hai lekin kayi logon ko samajh nahi aata ki kyun unka application baar baar disapprove ho raha hai. Isliye privacy policy blog ke liye ek bahut hi important role nibhata hai.

Privacy Policy page kaise banate hainInternet se ghar bethe paisa kaise kamayein
Website(blog) kaise banate hain

Agar aapke blog me privacy policy page hai to aapko Google adsense jaise ads network jiske CPC bahut jayada high hote hain, aapka application bahut jaldi approve kar leti hai. Isliyr friends aaj me aapko blog me privacy policy page kaise banate hain vo bataunga.

Aapko is post me Privacy policy kaise banate hain or use blog me kaise add karte hain uski puri information milegi.

Privacy Policy Kaise banata Hai ??

Aap chahe to apna privacy policy khud bana sakte hain lekin bahut se blogger aise hain jinhe khud se privacy policy banana nahi aata unke liye me aapko privacy policy kaise banate hain vo bataunga.
Agar kisi ko privacy policy khud se banana nahi aat to use koi third party website jo Privacy policy generate karti hai uska help lena hoga.

 Actually aapko kisi bhi third party website jo free me privacy policy blog ke liye generate karti hai us website me jakar apne blog ki information dalna hoga aur jo information privacy policy me jarurat padti hai use sahi sahi unke form ke hisaab se fill karna hoga jisse aapko free me apna privacy policy mil jayega.

Privacy Policy Generate kaise karein ??

Privacy policy generate karne ke liye aap ye saare steps follow kijiye :-
Step 1# vaise to baut saare third party websites hain jo aapko privacy policy free me generate kar ke dete hain lekin me aapko ek aachi website ka Example de raha hun jisse aap privacy policy generate kar sakte hain aur vo hai Serp Rank

Sabse pehle aap Serp Rank par jayein jab aapka page khul jaye to aapke saamne "Privacy Policy Generator" me click kijiye.

Blogger me template kaise change karte hain
Blogger se .blogspot kaise hatayein


Step 2# Ab aapke saamne ek naya page khulega usme agar aap Serp Rank ke pehle se member hain to login me click kijiye aur agar aapko naya account banana hai to register me click kijiye. Register me click karne ke baad aapke saamne ek naya page khulega usme aapko select ke option me click karna hai.

Ab aapke screen me ek naya page khulega usme aapko apna Username, Password, aur Email Id dalkar submit karna hai.

Privacy Policy page kaise banate hain.

(1) 1st option me aapko username dalna hai.
(2) 2nd Option me aapko apna password choose karna hai (koi aisa password choose kijiye jo minimum 8 digit ka ho.)

(3) 3rd option me aapko apna password ek baar phir se dalna hai.
(4) Is column me aapko apna Email address dalna hai.
Email Id kaise banate hain

(5) 5th option me aapko apna Email address confirm karna hai.

Kaise banayi Mark Zuckerburg ne Facebook
Facebook, Twitter bina internet kaise use karein
Facebook account hack hone se kaise bachayein

Ab niche diye hue "agree to terms and condition for membership" ke box me click kijiyte aur submit and confirm button me click kar dijiye.

Step 3#  Ab aapke saamne ek naya page khulega usme aapko sabse top me Members Area me click kijiye ab aapko Privacy policy generator for Google adsense publisher me click kijiye.
Ab aapke saamne jo page khulega usme aapko apne website ka information dena hai.

Privacy Policy page kaise banate hain.

(1) 1st option me aapko apne website ka URL dalna hai or Email Address dalna hai.
(2) 2nd Option me "aapko yes we use cookies" me click karna hai.
(3) Is option me aap jis kisi bhi advertisement network se ads lete hai use select kijiye aur create my privacy policy me click kar dijiye.

Youtube se video banakar paisa kaise kamayein

Ab aapka privacy policy bana chuka hoga use copy kar lijiye. Iske baad aapko is privacy policy ko apne blog ke page me paste karna hai.

Privacy Policy Page  blogger me kaise banayein ??

Blogger me privacy policy page banana bahut easy hai iske liye aap ye steps follow kijiye :-


Step 1# Sabse pehle blogger>>Dashboard>>Pages me jayein, Aur new page me click kar dijiye.

Blogger me subscribe widget kaise add karte hain 

Step 2# Ab aapko Page title me Privacy Policy dalna hai or niche post me aapne jo privacy policy copy kiya tha use paste kar dijiye aur save button me click kar dijiye aapka Privacy policy Page ban chuka hai.

Note - Privacy Policy Page banane ke baad use menu baar me add karna na bhoolein. Menu bar me Privacy Policy add karne se aapki policy koi bhi jaldi khol sakta hai.

Agar aapko is post se related koi bhi sawal puchna hai to aap niche diye hue commnet box ke jariye mujhse puch sakte hain. Aapke saare sawal ke jawab aapko jaldi mil jayenge.
Agar friends aapko ye jankari aachi lagi to ise niche diye hue sharing button se ise Social networking me share kijiye.


Location: Bhilai, Chhattisgarh, India

32 comments:

  1. hahaha sir mujhe ye trick nahi pata thi. Miane to kisi or website se dekh ke hi apna privacy policy banaya tha. Thanks for sharing.

    see my latest article on blog upgrading : http://www.achhiprerna.com/2016/02/achhi-prerna-booming/

    ReplyDelete
  2. Ap mera blog me post ko dekhe niche about author me apne bare me likhna chahata hu to kaise likhu profile post k ander ati hai plz

    ReplyDelete
  3. Aap add more gadgets me jakar html/java script widget me about author dal sakte hain...

    ReplyDelete
  4. congratulation apka adsense aprove ho gaya .Lekin mai bahut problem me hu mera prove nahi ho raha hai. Koi help kijiye

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aap youtube me sabse pehle apna video upload karo aur usko monetize karke adsense se connect karo phir apna blog bhi us adsense account me link karo aur ads code lagao aapka account approve ho jayega..
      Iske liye me kal detail me post likhunga...

      Delete
  5. Blogadda par webnsite ko kaise add karte hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sabse pehle blog adda me jayein uske baad aap usme register kijiye aur apna domain add karke blog adda me jod sakte hain..

      Delete
  6. Bhayi agar me adssense ka alawa or b ads ke ads lagata hu to kya or option par b tick karna padega ya nhi jaisa apne apni post me..
    Ha bro me apko bata nhi skta ki is article meri kafi help huyi jiske liye apko thanks..
    And reply fast karna bro..

    ReplyDelete
  7. Nahi vaise adsense me iski jarurat sabse jayda hoti hai
    Agar aap bidvertiser ya chitika se ads lenge to aapka approval turant ho jayega...

    ReplyDelete
  8. bhyi mughe lagta he ki apko 2 or post dalni chahiye isi trah se plz about us contact us or apka bahut bahut dhanyabad..

    ReplyDelete
  9. bhayi apne ye footer me back to top, privacy policy, about us, contact us kis trah se set kiya plz mughe bataiye..

    ReplyDelete
  10. Uske liye aap template>>edit HTML me jakar footer option search karo aur phir aapko jis bhi page set karna hai uska link dalna hota hai...

    ReplyDelete
  11. bhayi mughe apki help ki jarurat he plz aap meri help kijiye me blogging me new hu isliye kam janta hu apne footer me privacy policy about us contact us page kese add kiya or ans is trah se dena ki mughe phir se kisi se puchna na pade plz..

    ReplyDelete
  12. Dev aap mujhe fb me message kar do me aapko puri tips de dunga
    http://www.facebook.com/digitalsupportindia/
    Mai aapko bata dunga ki kaise footer me pages add karte hain.

    ReplyDelete
  13. apne itni meri help ki uske liye thanks or mene footer privacy about contact kar liye he aap plz 1 baar ye page check kijiye or bataiye ki koi kami to nhi he phir me ads ke liye aaply karu.. plz bhayi..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Dev contact us page vagerah footer me kaise add karte hain iski post me dalne wala hu aap padh lijiyega.
      Aur aap ads ke liye try kar sakte hain aapke blog me koi problem nahi hai, infact bahut aacha blog banaya hai aapne..

      Delete
  14. Ye trick bhi bahut achi hai...

    ReplyDelete
  15. Replies
    1. Last me jo footer me about author likha hai uske liye aap image gadget ka istemal karo. Aur aapke comments me approve karta hu lekin jab aap mujhse koi sawal puchenge tabhi to me aapke sawal ka jawab dunga...

      Delete
  16. Replies
    1. Aap template edit html me jakar footer me background color me #000000 ye code dal do...

      Delete
  17. Replies
    1. Thanks bro maine to ye site banayi hi hai logon ki help karne ke liye...

      Delete
  18. Replies
    1. Aap ek baar new blogger themes se ribbon template fire se download karo aapki problem solve ho jayegi..

      Delete
  19. Replies
    1. Aapke blog me sab kuch to thik hai kya problem aa rahi hai thoda vistaar se bataiye..

      Delete

Popular Posts

Alexa Rank

Join with Us